Category

Navigation
Hello friends my name is sunnychouhan yeh blog PERFACTEARN.COM maine aap logo ki help ke liye bnaya apko internet se sambadat koi bi problam hai toh app mujhe email or comment kar ke swal kar sakte ho Jese ki aap ne dekha website ka naam Hi PERFACTEARN ( परफैकट इरन ) hai, isse aapko samaj aa hi gaya hoga website kis ware me hai, yaha Internet ki Jankari Hindi Me share ki jati hai

Free mai blogger per website kese banaye

Agar aap ne website bnake ossse paise kamane ke bare mai suna hai toh ajj mai aap ko btauga ki website se paise kese kamaye Yeh online internet ka sab se badiya project hai jisse aap ghar bethe achi khasi income kr sakte hai

Blogger पर website  बनाये ?

Hello friends,  
Agar aap ne website bnake ossse paise kamane ke bare mai suna hai toh ajj mai aap ko btauga  ki website se paise kese kamaye 

Yeh online  internet  ka sab se badiya project hai jisse aap ghar bethe   achi khasi income kr sakte hai
Aapko kisi bi chej ki jaruurat hoti hai toh app google mai search kar late ho  kya aapko yeh pata hai ki yeh jankari aati kaha se hai   kya google aapke liye ye sab kush likhta hai  nhi yeh sab jankari  website or blogger se aatti hai
Google ka kam bas itna hai ki  woh website / blog ke link ko database mai store karta hai aur search result mai dikhata hai.


Yeh website aur blog kya hai aur 

Website/ blog kese banaye?

Website ya blog bnane se phle hame ye janna jaroori hai ki website kya hai aur website aur blog mai anter kya hai
Jab ham website ke bare mai sochte hai to hmara dyan Facebook ki tahf jata hai joki  ek social network site hai 
Bas iska kaam yeh hai ki aap apne friends se is ke madium se chat aur video calling ki suwidha otha sakte hai 

WEBSITE KESE BNAYE?

Ek.website bnane ke liye bhut si chijo ki jaroorat padti hai  sabse phle money  , hosti.g akhir mai web programing jese(html, css java script) adi ki jankari honi chahiye  agar aapke pass paisa hai  toh aap  kisi devlper ko paise dekar ani website tyar kr sakte ho  Aur agar aap paisa nhi kharchna chahte hai  aur janna chahte hai ki Free mai Website kese bnye   toh woh bi aap.asani se bna sakte ho  

Blog /website  kese bnaye? 

Sabse phle www.blogger.com per jate hai  yeh google ki  hi website hai   aur ab hum google acount se isme sign in karege  

Signin karne ke bad   Create new blog per click karege 


Tital main blog ka name dalege jis name se aapne apna blog bnana hai  
Aur niche  blog ka koi bi address dall denge jo bi aap rakhna chahe 
Oske bad Create bloge per click kare  apka blog tyar ho jayega 


Blog ko design kese kare?

Ab aapka blog create ho gya hai    ab hm isse design karege 
Sabse phle hum iska Theme   slecket karege
Chaliye theme per clik kare 
Aur blog ke liye apni pasand ka templete slecet kare 
Slecet karne ke bad   appki website ban jaye gi   iske bad aap apni koi bi post likh sakte ho    
Agar appko yeh meri post achi lagi to share jaroor kariye 
Agge ki post mai mai aapko   blog ko website ki look kese de sab batuga   agar aapko kisi bat ki samaj na lage toh comment jaroor kare 
Share
Banner

sunny chouhan

Post A Comment:

0 comments: